Behka main behka Who behki hawa si aayee Ek hi nazar mein sab Manzil wanzil payee Hatke alag si thee Bilkul juda si Na hi adaayen na kai angrayee
Behka behka Main behka behka Mehka mehka Ye mann hai mehka Behka main beka Who behki hawa si aayee Ek hi nazar man sab manzil wanzil payee Dhadkan dhak dhak dhak dhak dhak dhak huyee Dil tha tha tha tha tha tha thayee Chaal dagmag mag dagmag mag huyee Jhoomoo main jhamak jhamajham Rasta takoon takoon takoon takon takoon main Pal pal jagoon jagoon jagoon jagoon jagoon jagoon n main Baar baar badal karwat usko sochoon main Behka behka Main behka behka mehka mehka Yeh mann hai mehka guzare jahan se eoh Rounk udaaye chhale nadi si who mujhko bhigoti jaaye Who gun gunaaye nageene lutaaye khatta sa bachpan meethi shararat thodi resham hai Hodi nazakat kabhi lahraye usme saahil hai aur jaane kitni gahrayee Behka main behka Who behki hawa si aayee Ek hi nazar mein sab Manzil wanzil payee Hatke alag si thee Bilkul juda si Na hi adaayen na kai angrayee Behka behka Main behka behka Mehka mehka Ye mann hai mehka Uski bali jaise phoolon ki tali Uska chalna rituen badalna Jhoot bhi uske sachche laghey achchee legey Sach se bhi bade lagey Rahon mein uski haath baande palke bichhaye huey sar ko jhulaye huey Khusboowon se chhaye huey Taktaki laghaye huey saath saath jaane itne saarey mausam khade rahe Behka main behka who behki hawa si aayee Ek hi nazar mein sab manzil wanzil payee Behka main behka who behki hawa si aayee Ek hi nazar mein sab manzil wanzil payee Hatke alag o thee woh bilkul juda si Na hi adaayen behka main haan behka main haan behka behka main behka main Haan behka behka behka main behka behka main haan behka behka behka main Haan behka behka main behka main haan behka behka behka main

