*ASSLAM O ALAIKUM.... band honton se jo eik baat kahi thee main ne tuj ko ab tak meri uss baat ka ehsaas nahi*
*merey jazbaat ka tu saaz nahi sun sakta* *kion merey pyaar ki awaaz nahi sun sakta* *esa lagta hai koe dil hi terey pass nahi* *tuj ko ab tak meri uss baat ka ehsaas nahi* *goonjti hai meri darhkun ki sada terey leye* *meri ankhon main abi tak hai nasha terey leye* *main banu jaam magar tuj ko meri pyaas nahi* *tuj ko ab tak meri uss baat ka eshaas nahi* *band honton se jo eik baat kahi thee main ne* *tuj ko ab tak meri uss baat ka ehsaas nahi* -- "Dream is not that what you see in your sleep..Dream is the thing which do not allow you to sleep" Regards, TALHA AHMED ALI --~--~---------~--~----~------------~-------~--~----~ Fun on the World -~----------~----~----~----~------~----~------~--~---
