join me click here
******Sawal******
Labon py harf a koi sawal rakhta tha
Kabhi wo zabt main itna kamal rakhta tha
Khabar kia thi mujhay he bhool jai ga
Ek ek cheez meri jo sumbhal rakhta tha
Bicharty wakt tu bazahir kuch na bola
Magar nigah main so so sawal rakhta tha
Wo muskura kr bohot dair chup raha
Hansi ki ot main koi mala rakhta tha
