--- On Tue, 5/26/09, Faysal <> wrote:


From: Faysal <>
Subject: [planetmasti] Dushman na kare KESC Waloo ne woh kaam kiya hai (song 
comprising)
To:  [email protected]
Date: Tuesday, May 26, 2009, 3:20 AM













More Fun Join Planet Masti
 
Click to join planet masti  





Dushman na kare KESC Waloo ne woh kaam kiya hai


Umar bhar ka bill humen inaam diya hai
 
Load shading ki tu office chor ka bag gaye
Aa aa aa...


naam kundaa ka, naam kundaa ka theen so (300) main diya hai 


Umar bhar ka bill humen inaam diya hai
Dushman na kare, o....

Pehle to bajli band ki julmon sitam se


Aa aa aa...


Pehle to bajli band ki julmon sitam se, Julmon sitam se


Bajli sasti, Bajli sasti hona ka humen ilzaam diya hai


Umar bhar ka bill humen inaam diya hai


Dushman na kare, o....

O ho ho ho...


Aa aa aa..


KESC Wala datah hai theen so (300) main biliyan


Aa aa aa..


KESC Wala datah hai theen so (300) main biliyan, 


theen soo (300) main biliyan


gali gali ja ka,gali gali ja ka free connection jo diya hai 


Umar bhar ka bill humen inaam diya hai


Dushman na kare, o....

Police wala use karta har bajli free main


Aa aa aa..


bajli Free Main


AC bi free ka sara bill awan sa liya hai


Umar bhar ka bill humen inaam diya hai


Dushman na kare KESC Waloo ne woh kaam kiya hai...


( sorry agher kisi ko bura laga tu )

 
 
. 



Regard's,
Malik Jamshaid Mannan
Click to join planet masti   

For more Emails Join Our Group Planetmasti
In this Group you can get or Post
1. Islamic mails  
2. Funny mails 
3. Funny Pictures
4. Interesting News 
5. Desi Shayri 
6. SmS and Jokes 
7. Informative Articles
8. Funny Poems 
9. Latest News 
10. Interesting News
 Click to join planetmasti














      

Reply via email to