But *Bablu* won't resign Ab babloo hain bade hushar
Salaam se nahi karte ikraar Bus salaami se lete rahte hain tazurba In tazurba se ek din dikhayenge azooba Promotion aur bonus mein kya rakkha hai Jab mera maqsad aur irada pakka hai Waqt ek din karvat badlega Mera tazurba mera saat dega Ab bablu wont Resign apni jindgi karega Redesign Bablu kursi pe bait hukum chalayega Uska boss use salaam bajayega Cnu.pne But Bablu won't resign अब बबलू हैं बड़े हुशार सलाम से नहीं करते इकरार बस सलामी से लेते रहते हैं तजुर्बा इन तजुर्बा से एक दिन दिखायेंगे अजूबा प्रोमोसन और बोनस में क्या रक्खा है जब मेरा मकसद और इरादा पक्का है वक़्त एक दिन करवट बदलेगा मेरा तजुर्बा मेरा सात देगा अब बबलू वोंट Resign अपनी जिन्दगी करेगा Redesign बबलू कुर्सी पे बैठ हुकुम चलाएगा उसका बॉस उसे सलाम बजाएगा सीनू पुणे raghavendra srinivasrao kulkarni wrote > > *Pareshaan thi Bablu ki wife ……. > Non-happening thi jo uski life ! > Bablu ko nahi milta tha aaram > Office main jo karta tha…… kaam hi kaam ! > > Bablu ke boss bhi thay bade cool > Promotion ko har baar jate thay bhool > Par bhulte nahi thay wo deadline ……. * > > *Kaam to karwate thay roz till nine !!! > > Bablu bhi banna chahta tha the best > Isliye to wo nahi karta tha rest !! > Din raat karta wo boss ki gulami > Promotion ke ummid main deta tha salami !! > > Din guzre …….aur guzar gaye phir saalo saal > Bura hota gaya Bablu ka haal > Bablu ko ab kuch bhi yaad na rehta tha > Galti se Biwi ko Behenji kehta tha ! > > Aakhir ek din Bablu ko samjh aaya > Aur chor di usne promotion ki moh maya !! > Boss se bola, Tum kyon satate ho ?" > promotion ke laddu se budhdhu banate ho" > > Promotion do !! Warna chala jaunga" > Bonus dene par bhi wapis na aunga" > Boss haans ke bola Nahi koi baat" > Abhi aur bhi bahut Bablu hai mere paas" > > Yeh duniya bahoot sare Babluon se bhari hai" > Sabko bas aage badhne ki hi padi hai" > Tum na karoge to ……. kisi aur se karaunga !!" > Tumhari tarah kisi aur ko Bablu banaunga" > > (WAKE UP Bablu) !!!!! * > > > But *Bablu* can't resign ..................... > > > >
