Sarkari Nai (Barber) ne baal kaat-te waqt Kapil Sibbal se poochha - Saab ye Swiss bank wala kya lafda hai ? Kapil Sibbal shouted - Abey tu baal kaat raha hai ya inquiry kar raha hai ? Nai ( Barber)- Sorry saab aise hi poochh liya.
Agle din Pranab Mukerji se bal Kaat-ke waqt poojha - Saab ye kala dhan kya hota hai ? Pranab shouted - Tum humse ye sawaal q poochha ? Nai - Sorry saab bas aise hi poochha liya. Next day CBI interrogated the Nai - Are u an agent of Baba Ramdev ? Nai - Nahi saab ji. CBI - Kya tum Anna k agent ho ? Nai - Nahi saab ji. CBI - To tum baal kat-te waqt Congressi netaon se faltu k sawaal q karte ho? Naayi - *Saab na jane q Swiss bank aur kale dhan k naam par in Congress wale ke baal khade ho jate hain aur mujhko baal kaatne me aasani ho jati hai , isliye poochhta rehta hoon.* -- With best wishes S Chander
