Hope members will try to correct where my aging ears fail to clearly 
make out what is being spoken. It again revives my permanent complaint 
with our man's album that he doesn't pay enough/ much/ any attention to 
the clear pronunciation of words. This reduces the technical/ 
intellectual quality of his work. There are stories of how MDs like 
Naushad and Ghulam Haider "taught" lata ji how to pronounce urdu words 
correctly in 40s.

Anyway, at least urdu words got pronounced in this with correct nuqta, 
etc.(that mistake was in dil gira dafatan)

Enjoy.
--
Rawat

Aaj Dil Gustakh Hai
-------------------

O ya sa
Ma ya sa
Sa ya sa
So ya sa

Aaj dil gustakh hai
Paaniyo mein aag hai (or mein is pe, as pe is clear in female version later)
Dhadkan bhi betab hai

Saanso me sailaab hai
Kya sureela khwaab hai
Dhadkan bhi betab hai

Dhoop gum hai dekh ke
Do badan hain ret pe
Saya hai kyun nek hai (what does it mean? Or Saya hai ki wo nek hai)


Jaane kahan milega suqoon

Aaj dil gustakh hai
Paaniyo pe aag hai
Dhadkan bhi betab hai

Saanso me sailaab hai
Kya sureela khwaab hai
Dhadkan bhi betab hai


Meri shaam dhalti-dhalti
Kar rahi hai galti-galti
Teri raah chalti-chalti hai kyun (Kyun sounds as Chup)

Baadalo pe udhta hai
Yaar bena mudta hai (what does it mean? Yaar Bena sounds as Naar Dena)
Baqat gul se milne jaldi hai kyun (what does it mean? Jaldi sounds as 
Jalti, gul se milne sounds as gunjini)

Jaane kahan milega suqoon
Aaj dil gustakh hai
Paaniyo pe aag hai
Dhadkan bhi betab hai


Hmmmmmmm
Kabhi to unhein khone do
Kabhi to
Paas aa ke
Halki halki kal ki machiney (what does it mean? Mushqile??? Nashe mein???)
Aaj rakhein
ye junoon khoobroo
khoobroo hai yaraa tu
aur kya kahoon
main kya kahoon

surkhroo dariya hua
pur-suqoon dariya hua
kya kahoon main kya hua

aasmaa chhalka hua
din bhi hai dhalta hua
kya kahoon main kya hua

--

Reply via email to